Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBin Badal Barsaat (1963)
HomeBin Badal Barsaat (1963)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dil mein teri yaad sanam lab pe tera naam tere siwa mujhko kisi aur se kya kaam dil mein teri yaad sanam lab pe tera naam tere siwa mujhko kisi aur se kya kaam mujh ko hai tujhi se pyaar maan ja kar na mujh ko bekaraar maan ja mujh ko hai tujhi se pyaar maan ja kar na mujh ko bekaraar maan ja jao ji jao balam tumse bolenge na hum jao ji jao balam tumse bolenge na hum dekha jahaan koi hansi dil ko liya thaam tumse hi logon ne kiya pyaar ko badnaam dil mein teri yaad sanam lab pe tera naam tere siwa mujhko kisi aur se kya kaam bhanwra jab chaman chaman phira kare koi uska aitbaar kya kare bhanwra jab chaman chaman phira kare koi uska aitbaar kya kare aye mere dil ki kali main hoon aur teri gali maine to bas tujhko diya pyaar ka paigaam dar se na jaaunga tere kuchh bhi ho anjaam meri jaan dil ko apne saaf kar mujhse jo khata huyi muaf kar meri jaan dil ko apne saaf kar mujhse jo khata huyi muaf kar achchha ji maaf kiya karo ye wada piya achchha ji maaf kiya karo ye
ek baar zaraa phir keh do mujhe sharma ke tum deewana aisi meethi meethi baaten kar ke aisi meethi meethi baaten kar ke kahaan seekha hai dil ka lubhana o jaane jaan ek baar zaraa phir keh do mujhe sharma ke tum deewana dil lekar raho door huzoor na humse karo itna guroor na humse o sajnaa mera haar singaar tumhin ho mera dum hai tumhare hi dum se tum shamaa ho to main hoon parwaana aisi meethi meethi baaten kar ke kahaan seekha hai dil ka lubhana o jaane jaan ek baar zaraa phir keh do mujhe sharma ke tum deewana suno dilbar ye jo deep khushi ka jala hai mera pyaar isi mein dhala hai mera dil bhi piyaa le ke tumhara sahaara nayi raah pe aaj chala hai diya tumhin ne ummeedon ko thikana aisi meethi meethi baaten kar ke kahaan seekha hai dil ka lubhana o jaane jaan ek baar zaraa phir keh do mujhe sharma ke tum deewana tum chaho to main tod ke laa doon sitaare ke ho tum mujhe jaan se pyaare kya maangun jab mil gaye tum mujhe sajnaa main to aa gayi bas mein tumhare mera
jab jaag uthe armaan to kaise neend aaye jab jaag uthe armaan to kaise neend aaye hooo ghar mein haseen mehmaan to kaise neend aaye neend aaye jab jaag uthe armaan to kaise neend aaye ye raat ye dil ki dhadkan ye bhadti huyi betaabi ik jaam ki khaatir jaise bechain ho koi sharaabi ye raat ye dil ki dhadkan ye bhadti huyi betaabi ik jaam ki khaatir jaise bechain ho koi sharaabi sholon mein gheeri ho jaan to kaise neend aaye jab jaag uthe armaan to kaise neend aaye nazdeek bahut hai manzil phir bhi hai gazab ki duri aye dil ye tu hi batlaa de ye kaun si hai majboori nazdeek bahut hai manzil phir bhi hai gazab ki duri aye dil ye tu hi batlaa de ye kaun si hai majboori jab soch mein ho insaan to kaise neend aaye hooo ghar mein haseen mehmaan to kaise neend aaye neend aaye jab jaag uthe armaan to kaise neend aaye
mareez e ishq hoon ae jaaneman meri dua lena main mar jaaun to meri laash ko dulha bana dena mareez e ishq hoon ae jaaneman meri dua lena tamanna hai ki mar kar chhod jaaun yaadgaar apni tamanna hai ki mar kar chhod jaaun yaadgaar apni kisi photographar se mera photo khincha dena mareez e ishq hoon ae jaaneman meri dua lena ye hasrat hai ke mit kar bhi tumhaare kaam aaun main ye hasrat hai ke mit kar bhi tumhaare kaam aaun main jo tum chaaho to meri khaal ki chappal bana lena mareez e ishq hoon ae jaaneman meri dua lena kahin aisa na ho duniya tumhen kaatil samajh baithe kahin aisa na ho duniya tumhen kaatil samajh baithe mara hoon apni marji se police ko ye bata dena mareez e ishq hoon ae jaaneman meri dua lena main mar jaaun to meri laash ko dulha bana dena
zindagi kitni khoobsurat hai zindagi kitni khoobsurat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai raat hai bheegi huyi rang mein doobi huyi raat hai bheegi huyi rang mein doobi huyi aaj hai duniya meri pyaar se mahki huyi aankh mein aap hi ki surat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai aap ko meri qasam kijiye mujh pe karam aap ko meri qasam kijiye mujh pe karam ilteja suniye meri aap hain mere sanam dil mein bus aap hi ki murat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai aaj to jaane wafa maaniye mera kahaa aaj to jaane wafa maaniye mera kahaa apne kadmon mein zara dijiye mujh ko jagah ab tassallee ki ye hi surat hai aaiye aapki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai zindagi kitni khoobsurat hai
zindagi kitni khoobsurat hai zindagi kitni khoobsurat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai aarzuon ke diye aaj roshan kijiye aarzuon ke diye aaj roshan kijiye aaye hain milne ko hum zindagi bhar ke liye kyaa hasin raat kyaa muhurat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai yun na ab sharmaaiye yun na ab tarsaaiye yun na ab sharmaaiye yun na ab tarsaaiye khol ke ghoonghat sanam chaandni barsaaiye chaand ki aaj kyaa zaroorat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai zindagi kitni khoobsurat hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Mein Teri Yaad Bin Badal Barsaat (1963) 03:32 37763
 
Poster of Bin Badal Barsaat (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemanta Mukherjee
On Screen Actors- 
Mehmood, Nishi
Duration : 03:32   Song Number : 37763   

Ek Baar Zara Phir Bin Badal Barsaat (1963) 03:39 12919
 
Poster of Bin Badal Barsaat (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Biswajit Chatterjee
Duration : 03:39   Song Number : 12919   

Jab Jaag Uthe Armaan Bin Badal Barsaat (1963) 03:27 12920
 
Poster of Bin Badal Barsaat (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Asha Parekh
Duration : 03:27   Song Number : 12920   

Mareez E Ishq Hoon Ae Jaaneman Bin Badal Barsaat (1963) 03:42 39058
 
Poster of Bin Badal Barsaat (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 03:42   Song Number : 39058   

Zindagi Kitni (Female) Bin Badal Barsaat (1963) 04:13 12917
 
Poster of Bin Badal Barsaat (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 04:13   Song Number : 12917   

Zindagi Kitni Khoobsurat Bin Badal Barsaat (1963) 02:59 12918
 
Poster of Bin Badal Barsaat (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Biswajit Chatterjee
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 02:59   Song Number : 12918